AQEEDA # 1:"Huzoor (Aleh Salaam) ka Mazaar Gira dene k Laayak hai, Agar is k Gira dene par Qaadir hogaya to Gira dunga"... said by"Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi"(kitaab: Auzah Al Braheen)
A...QEEDA # 2:"Meri Laathi, Muhammad (Aleh Salaam) se behtar hai, Q k, is se Saanp maarne ka Kaam liya ja sakta hai, Aur Muhammad mar gae, unhen koi Nafa Baaqi na raha"... (Nauzubillah).. . said by"Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi"(kitaab: Auzah Al Braheen, Page: 10)
AQEEDA # 3: Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ka Aqeedah tha k Jumla Aehle Aalam O Tamaam Musalmanaan, Diyar-E-Mushrik O Kaafir hain, aur un se Qatal O Qataal karna, un k Amwaal ko un se Cheen lena Halaal aur Jaez balke Waajib hai.. (Maakhooz Hussain Ahmed Madni, (Ash Sahab us Saqib, Page: 43) Kutub khana, Aezaziya Deoband)
Angrez se"WAHABI"naam k Bajae AHL-E-HADEES ki Manzoori:
Akaabir-E-WAHAB IYAH se Unhi Muhammad Hussain Batyaalwi ne Angrezon se in ki Khush'aamad kar k in se Aelaan O Wafaadaari ki bina par Wahabiya ka naam"WAHABI"k Bajae AHL-E-HADEES manzoor karwaya..
Wahabiya k Mujaddid Nawaab SIDDIQUE Hasan khan Bhopaali likhte hain:
Chunaa chay yeh Daawa Irsaal Rusal Molvi Hussain Batyaalwi ko Sir Henry O Boowens leftinent Governor Bahaadur Mumaalik-E-Punj aab k Ijlaas main Pesh kiya gaya tha, Ba jawaab-E-Darkhu waast Mazkoor Leftinent Governor Sahab Mosoof ne MOLVI Muhammad Hussain Batyaalwi ka Shukriya Ada kiya, Lekin kisi mas'alay se Elchi ko rawana karna pasand na kiya, baad is k Firqah-E-Mohide en Lahore ne Sahab Bahaadur Mosoof ki Rob kaari main Istad'aa pesh kiya k Mohideen jo Lafaz-E-Badnaam Wahabi se se Pukaare jaaate hain aur Itlaaq is Lafz ka Aaema-E-Mohidee n par kiya jaata hai, so bator Sarkaari ishtihaar diya jaway, k Aaendah Firqah-E-Haye Mohideen Lafz-E-Badnaam" WAHABI"se na muntakhib kiye jaawen Chuna cha Leftinent Governor Sahab Bahaadur Mosoof ne is Darkhuwaast ko manzoor kiya, aur phir ek Ishtihaar us MAzmoon ka diya gaya k Mohideen-E-Hind par Shab-E-Bad Khuwaahi Goverment Hind Aama na ho, aur khusoos jo log k Wahabiyan Mulk Hazaara se Nafrat karte-E-Eemaani rakhte hain aur Goverment Hind k kher KHuwah hain, aese Firqay Mohideen-E-Mukh aatib ba Wahabi na hon...
(Tarjuman-E-Wah abiya, PAGE#62)
Wahabiya Abdul Majeed Sohadrawi likhte hain:
Lafz Wahabi AAP (Muhammad Hussain Batyaalwi) hi ki koshish se Sarkaari Dafaatir aur Kaagzaat se Mansookh huwa, aur Jama'at ko AHL-E-HADEES k naam se Mosoom kiya gaya..
(Seerat Sanai, Haashiya, Page#482)
AQEEDA # 4: Wahabiyon k Imaam Ibn-E-Qeim likhte hain:
"Mera Aqeedah hai k Beshak ALLAH TA'ALA, ARSH aur QURSI k upar Mojood hai, ALLAH ne dono Qadam Qursi par rakhe hain"
(Qaseedah nonoiya, Page#31)
AQEEDA # 5: Ger Muqallidon k Imaam Waheed Uz Zamaan likhte hain:
"ALLAH TA'ALA ki Zaat-E-Muqaddas k liye Bila Shuba yeh Aaza'a saabit hain, Chehra, Aankh, Haath, Mutthi, Kalaai, Darmiyaani Ungli k Wust se Kohni tak ka Hissa, Seenah, Pehlu, kokh, Paaon, Taang, Pindli, Donon Baazu"
(Hadiyatul Mehdi, Page#9)
AQEEDA # 6: Ger Muqqallidon k Nazdeek Mani Khoon Sharaab pak hai:
"Molvi Abu Ul Hasan likhnte hain k Mard O Aurat donon ki Mani Pak hai, to Aaya is ka khaana Ja'ez hai ya nahin is main do Qol hain"
(Fiqah Muhammadiya, Jild#1, Page#41)
AQEEDA # 7: Ger Muqallidon k Imaam Nawaaab Siddique Hasan Khaan Bhopaali ne bhi yahi likha..
(Ba Hawaala: Badr ul Al-ehla'ah, Page#16)
AQEEDA # 8: Molvi Noor Ul Hasan bhopaali Likhte hain:
"Pas Kuttay Khinzeer, Sharaab O Khoon behnay waala aur Murdah jaanwar k Naa'Paak hone ka Daawa durust nahin"..
(Urf Ul Jaadi, Page#10)
AQEEDA # 9: Kaafir ka Zibeh halaal hai:
(Ba Hawala: Hadiyat Ul Mehdi, Jild#3, Page#78)
AQEEDA # 10: Kuttay ka Bol aur Goh paak hai:
(Ba Hawala: Nazlul Abraar, Ger Muqallid Waheed Uz Zamaan, Jild#1, Page#50)
AQEEDA # 11: Sahaba main Faasik bhi the:
(Nazlul Abraar, Jild#3,Page#94)
AQEEDA # 12: Hazrat Ameer-E-Maawiya (Razi ALLAH Anhu) se aesi baaten aur aese kaam huwe, jin se in ki adaalat main khalal aagaya:
(Ba Hawala: Hadiyatul Mehdi, Jild#5, Page#27)
AQEEDA # 13: Aurton ka jama ho kar ALLAH ALLAH karna BIDDAT hai:
(Fatawaa-E-Sita ariya, Jild#1, Page#66)
AQEEDA # 14: Ger Muqqallidon k Imaam Ibn-E-Temimiya likhte hain:
"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Insaani Shakal main madad karna, Shetaan ka madad karna hai"..
(Kitaab Ul Wasela, Page#41, Maktab Us Salafiya Lahore)
AQEEDA # 15: Ger Muqqallidon k Imaam Ibn-E-Temimiya likhte hain:
"HUZOOR (Aleh Salaam) ki Qabar Anwaar se jo Aawaazen aain woh Shetaan ki Chaalen thin"..
(Kitaab Ul Wasela, Page#51, Maktab Us Salafiya Lahore)
AQEEDA # 16: Qaazi Shokaani likhte hain:
"Sab Dariyaa'ee (Samandari) Jaanwar Halaal hain, yahaan tak k kutta, Khizeer aur Saanp bhi halaal hain"..
(Neel Ul Adtaar, Jild#1, Page#67, Matboo'a lahore)
AQEEDA # 18: Sanaulla amritsari ahlehadis likhta hai k sood lena haram hai dena haram nahi hai
[ropadi mazalim 33]
AQEEDA # 19: Nawab siddiq hasan khan bhopali ahlehadis ne likha Aurt azaan de sakti hai
(BADRU AHILLA#39)
batawo wahabio ye kis hadis se sabit hai dalil do?
AQEEDA # 20: Sanaullah amritsari likhta hai Allah tala jhoot bolne per qadir hai (Allah ka jhoot
bolna) aine iman hai..
(AKHBAR AHLEHADIS 27agust 1915)
AQEEDA # 21: AHLEHADIS K NAZDIK SHARAB PAK HAI Nawab wahiduzzam ahlehadis likhte hain sharab najis[na pak] nahi hai haram hai jo isko napak kehta hai us ko napaki ki dalil pesh karni chahiye
(NAZLUL ABRAR VOL 3 Peg 88 kitabul ashraba)
AQEEDA # 22: Rais ahmad ahlehadis ne likha
bahut se sahaba o tabain bahut si aayat ki khabar rakhne aur tilawat karne k bawajod bhi mukhtalif wajo se un k khilaf amal paira the
(TANVIRUL AAFAQ Peg 47)
AQEEDA # 23: MASAIL E AHLEHADIS
Namazi ne padte howe patthar utha kar parinde ya Aadmi ko de mara tu namaz nahi toti
HIDAYATUL MEHDI VOL1 PEG 112)
AQEEDA # 24: Maulwi abdulgaffar salafi ahlehadis likhte hain
ghoRAY (HORSE) ka gosht halal hai
[SAHIFA AHLEHADIS PEG 22 Ziqaida 1385 hijri]
AQEEDA # 25: Ahlehadis firqe ki kitab
fiqa mohammadiya k peg number 123jild 5 me likha hai
Halal hai khana gorkhar [jangli gadhe]ka
AQEEDA # 26: MASAIL E AHLEHADIS
sharab pine wale ka jhota har hal me pak hai chahe sharab peete hi fauran jhota kare
HIDAYATUL MEHDI vol 1 pg 31
AQEEDA # 27: Sidiq hasan khan ahlehadis likhta hai
ibne qaiyum madade qazi shaukani madade kehna jaiz hai
HIDAYATU HUDA Pe23Vo1,ALFATAH UL TAIYAB
AQEEDA # 28: Wahiduz zama ahlehadis ne likha
shadi khatne aur isi qism k khushi ki taqribat me geena gana bajana aur mazamir me koi harj nahi
(NAZLULABRAR)
AQEEDA # 29: MASAIL E AHLEHADIS kisi ne namazi se pocha kitni rakaten howi us ne hath k ishare se bata diya tu namaz nahi toti
(HIDAYATUL MEHDI V1)
AQEEDA # 30: MASAIL_E_AHLE HADIS
namaz padte howe ek hath se pani manga ya pani kharid liya tu namaz baatil na hogi
(HIDAYATUL MEHDI VOLUM 1)
AQEEDA # 31: MASAIL_E_AHLE HADIS
Namaz padte howe ek hath se ugal daan utha kar thuk liya tu namaz faasid nahi howi
(HIDAYATUL MEHDI VOL 1)
AQEEDA # 32: MASAIL_E_AHLE HADIS murdar janwar aur khinzir k baal,haddiyan,p atthe,khur,aur singh paak hai
(HIDAYATUL MEHDI, wahiduz zama)
No comments:
Post a Comment